Ab padosi ki maut pe koi maatam nahi hota
Ab padosi ki maut pe koi maatam nahi hota
ab dost k dard ka ehsaas nahi hota
ab takleef hume muflish ki dikhaai nahi deta
ab waqt pe azeez koi paas nahi hota
lachaar hai insaan ab khudgarzi se apni
ab khaas bhi koi apna ab khaas nahi hota
ab dil bhi nahi rote naale bhi nahi hote
ab mazdoor ki majboori ka ahhaas nahi hota
duniya ko kaun dekhe chasme chade hain sabko
hoti hain sar pe chatri aakaash nahi hota
gham khatm ho gaye hain aisa nahi hai goya
No comments:
Post a Comment